Roman script

mera naam jinny sone ki ginny 

chandi ki gudiya jaadu ki pudiya wallah jara aazmana

mera naam jinny sone ki ginny 

chandi ki gudiya jaadu ki pudiya wallah jara aazmana

mera naam jinny

o mere malik o mere aaka hosh me aakar dekh mujhe

o mere malik o mere aaka hosh me aakar dekh mujhe

dunia meri aur mai teri aankh mila kar dekh mujhe

khwab me mere hai sara jamana jamana

mera naam hai jinny sone ki ginny

chandi ki gudiya jadu ki pudiya wallah jara aazmana

mera naam jinny

main shahjadi husno wafa ki dekh jara andaz mera

main shahjadi husno wafa ki dekh jara andaz mera

shame mohabbat dil me jala ke chede jo dil ka saaj mera

gau main har dum usi ka tarana tarana

mera naam jinny sone ki ginny

chandi ki gudiya jadu ki pudiya wallah jara aazmana

mera naam jinny

aaj se pehle koi diwana meri najar me aa na saka

aaj se pehle koi diwana meri najar me aa na saka

dekho daulat tujhko mili hai koi bhi jisko paa na saka

milta hai kismat se aisa khazana khazana

mera naam jinny sone ki ginny

chandi ki gudiya jadu ki pudiya wallah jara aazmana

mera naam jinny sone ki ginny

chandi ki gudiya jadu ki pudiya wallah jara aazmana

Explore this song