Roman script

mera naam hai gulabi meri ankhiya sharabi 
mera saiya lajawabi kashmeer ka 
ye to sangam hai takdeer se takdeer ka 
aji ye to sangam hai takdeer se takdeer ka 
mera naam hai gulabi meri ankhiya sharabi 
mera saiya lajawabi kashmeer ka 
ye to sangam hai takdeer se takdeer ka 
oye hoye ye to sangam hai takdeer se takdeer ka 
mera naam hai gulabi
mere man ke maali teri mai matwali 
thodi surat kaali lekin hu dilwali 
thodi surat kaali lekin hu dilwali 
ye to sangam hai takdeer se takdeer ka 
mera naam hai gulabi meri ankhiya sharabi 
mera saiya lajawabi kashmeer ka 
ye to sangam hai takdeer se takdeer ka 
oye hoye ye to sangam hai takdeer se takdeer ka 
mera naam hai gulabi
mai maalan ki bacchi abhi kali mai kacchi 
kahu baat mai sachi rahe na jal bina macchi
kahu baat mai sachi rahe na jal bina macchi
ye to sangam hai takdeer se takdeer ka 
mera naam hai gulabi meri ankhiya sharabi 
mera saiya lajawabi kashmeer ka 
ye to sangam hai takdeer se takdeer ka 
oye hoye ye to sangam hai takdeer se takdeer ka 
mera naam hai gulabi
mere dil me aana aake tu mat jaana
tu mera mastana mai anguri daana 

Song details