Roman script

mera maika ho ya sasural 

mujhe dono tarf ka khyal 

han han mujhe dono tarf ka khyal 

han han mera maika ho ya sasural 

mera maika ho ya sasural 

mujhe dono tarf ka khyal 

han han mujhe dono tarf ka khyal 

han han mera maika ho ya sasural 

meri doli ko laye kahar 

meri doli ko laye kahar

mere jiwan ka pahla singar 

mere jiwan ka pahla singar 

meri sakhiyo ko hoga malal 

han han meri sakhiyo ko hoga malal

han han mera maika hoya sasural 

mera maika ho ya sasural 

mere mathe ki bindiya jagmag jagmag jagmag

mera mathe ki binfiya jagmag jagmag jagmag 

mere haridy ki naiya dagmag 

mere haridy ki naiya dagmag 

main to ho gyi abhi se nidhal 

haye ram main to ho gyi abhi se nidhal 

han han mera maika ho ya sasural 

mera maika ho ya sasural 

mujhe dono tarf ka khyal 

han han mujhe dono tarf ka khyal 

mera maika ho ya sasural 

mere joban ka pyala chhalke 

mere joban ka pyala chhalke 

mere sar se dupatta dhalke 

mere sar se dupatta dhalke 

mere sajan tu mujhko sambhal 

mere sajan tu mujhko sambhal 

han han mera maika ho ya sasural 

mera maika ho ya sasural 

mujhe dono tarf ka khyal 

han han mujhe dono tarf ka khyal 

han han mera maika ho ya sasural 

mera maika ho ya sasural

Explore this song