Roman script

mera kawara padosi sota nahi raat ko

mera kawara padosi sota nahi raat ko

puchho na kya kya tamasha puchho na kya kya tamasha

hota nahi raat ko meri kawari padosan soti nahi raat ko

meri kawari padosan soti nahi raat ko

puchho na kya kya shararaat puchho na kya kya shararaat

hoti nahi raat ko mera kawara padosi sota nahi raat ko

meri kawari padosan soti nahi raat ko

lagata mujhpe marta hai wo hoye hoye hoye hoye hoye hoye

lagata mujhpe marta hai wo thandi thandi aahe bharta hai wo

aur ishare bhi karta hai wo khidaki me hoke khada  

oo khidaki me hoke khada dil pe rakh ke yu hath ko 

mera kawara padosi sota nahi raat ko

meri kawari padosan soti nahi raat ko

darpan se aise chimatti hai wobistar pe aise simatti hai wo

darpan se aise chimatti hai wobistar pe aise simatti hai wo

takiye se aise lipatti hai wo lipatti hai wo

lipatti hai wo logo samjh sakte ho tum 

logo samjh sakte ho tum mere halat ko

meri kawari padosan soti nahi raat ko

mera kawara padosi sota nahi raat ko

na jane kesa ye sal hai badali badali meri chal hai

mera bhi haye haye mera bhi hoye hoye 

mera bhi tera sa hal hai ha hal hai hoye hal hai

le ja tu meri doli le ja tu meri doli ja le aa baraat ko

mera kawara padosi sota nahi raat ko

puchho na kya kya tamasha puchho na kya kya tamasha

hota nahi raat ko meri kawari padosan soti nahi raat ko

puchho na kya kya shararaat puchho na kya kya shararaat

hoti nahi raat ko mera kawara padosi sota nahi raat ko

meri kawari padosan soti nahi raat ko

Explore this song