Roman script

naari ke sat partaap ko devo ne jab mana

kyu na galega fir pal bhar ye lohe ka dhana

mera janam kisi ko rulaye na meri laaz ko aaj bacha lena

mera janam kisi ko rulaye na meri laaz ko aaj bacha lena

bhagwan abhi mai thari hu aur maat pita ki pyari hu

maat pita ki pyari hu bhagwan abhi mai thari hu

aur maat pita ki pyari hu maat pita ki pyari hu

koi unpar aanch lagaye na mera janam kisi ko rulaye na

meri laaz ko aaj bacha lena mera janam kisi ko rulaye na

meri laaz ko aaj bacha lena

jab janam diya to hasne do mujhko bhi jag me basne do

jab janam diya to hasne do mujhko bhi jag me basne do

mujhko bhi jag me basne do man jiska pachtaye na

meri laaz ko aaj bacha lena mera janam kisi ko rulaye na

meri laaz ko aaj bacha lena

man me aagh lagi naino se aankho thale thal ra

loh gal gal ja meri haar mujhe tadpaye na

meri laaz ko aaj bacha lena mera janam kisi ko rulaye na

meri laaz ko aaj bacha lena

Explore this song