Roman script

phir chaandni raatein wo aayengi

phir se milenge hum sanam

phir roshni kheedki se aayegi

phir humpe hoga kuch karam phir wado se hoke

in khwabo ko bo ke ye rista nibhayenge hum

phir barsega sawan mehkega wo aangan

ke aayega mohabbat ka mausam subah ko jaga ke

tu khud ko saja ke mera hi deedar karna

mera intezar karna mera intezaar karna

zara aitbaar karna mera intezar karna

mera intezar karna mera intezaar karna

zara aitbaar karna mera intezar karna

Explore this song