Roman script

chham chham karti ghunghat wali 
ghunghat me ye gaye re 
are chham chham karti ghunghat wali 
ghunghat me ye gaye re 
mera ghunghta mera jhumka 
mera ghunghta mera jhumka 
piya piya ga raha, hay kya karun ha
piya piya ga raha, hay kya karun 
mera ghunghta mera jhumka 
mera ghunghta mera jhumka ha
aaja re 
iska kya kashur hai, ye bhi to majbur hain 
ha rut aai hain pyaar ki 
saajan bhi to dur hain 
mujhe ye sata raha, hay kya karun ha
mujhe ye sata raha, hay kya karun 
mera ghunghta mera jhumka 
mera ghunghta mera jhumka ha 
tauba ye kaisa ghunghta, tauba ye kaisa jhumka 
tanha jab jab hoti hu 
jadu inka hi chalta 
hosh ye uda raha hay kya karu ha 
hosh ye uda raha hay kya karu
mera ghunghta mera jhumka 
mera ghunghta mera jhumka
chham chham karti ghunghat wali 
ghunghat me ye gaye re 
are chham chham karti ghunghat wali 
ghunghat me ye gaye re 
are chham chham karti ghunghat wali 
ghunghat me ye gaye re 
are chham chham karti ghunghat wali 
ghunghat me ye gaye re

Song details