Roman script

ye sehere tamanna, ameero ki duniya

ye khudgarz aur, bezameero ki duniya

yahan sukh mujhe, do jahan ka milla hain

mera gaon jane, kahan kho gaya hai

mera gaon jane, kahan kho gaya hai

ye sehere tamanna, ameero ki duniya

ye khudgarz aur, bezameero ki duniya

yahan sukh mujhe, do jahan ka milla hain

mera gaon jane, kahan kho gaya hai

mera gaon jane, kahan kho gaya hai

wo gaaon ke bachche, wo bachcho ki toli

wo bholi wo, masum chahat ki boli

wo gaaon ke bachche, wo bachcho ki toli

wo bholi wo, masum chahat ki boli

wo guli wo danda, wo ladna wo jjagadna

magar hath phir, dosti se pakdna

wo manzar har ek, yaad phir aa raha hain

mera gaon jane, kahan kho gaya hai

mera gaon jane, kahan kho gaya hai

wo chopaal wo, aalha udal ke kisse

wo geeton ki ganga, wo saawan ke jhule

wo chopaal wo, aalha udal ke kisse

wo geeton ki ganga, wo saawan ke jhule

wo lutata hua, pyaar wo zindagani

hain mere liye bhuli, bisari kahani

chhalakti hain aankhe, ye dil ro raha hain

mera gaon jane, kahan kho gaya hai

mera gaon jane, kahan kho gaya hai

ye chandi ye sona, ye heere ye moti

thi anmol in sabse, ek sukhi roti

ye chandi ye sona, ye heere ye moti

thi anmol in sabse ek sukhi roti

jo maine gawaye, na koi gawaye

ke ghar chhod koi, na pardesh aaye

milega na ab wo, jo pichhe luta hain

mera gaon jane, kahan kho gaya hai

mera gaon jane, kahan kho gaya hai

ye sehere tamanna, ameero ki duniya

ye khudgarz aur, bezameero ki duniya

yahan sukh mujhe, do jahan ka milla hain

mera gaon jane, kahan kho gaya hai

mera gaon jane, kahan kho gaya hai

Explore this song