Roman script
mera dil meri jaan tere pyar ka diwana koi bhi jane na aashiq hai ye purana maine yaar ka didar kiya aaj pehli baar in champai nazaaro me mat puchh mera haal mujhe hosh na khayal mai to kho gaya baharo me mera dil meri jaan tere pyar ka diwana koi bhi jane na aashiq hai ye purana maine yaar ka didar kiya aaj pehli baar in champai nazaaro me mat puchh mera haal mujhe hosh na khayal mai to kho gayi baharo me mera chain ye gaya meri nind ye gayi mera dard hai naya meri pyas hai nayi ho mera chain ye gaya meri nind ye gayi mera dard hai naya meri pyas hai nayi sapno ka aashiyana mehabub ki nigahe aake gale laga le kahti hai meri bahe mera dil meri jaan tere pyar ka diwana koi bhi jane na aashiq hai ye purana maine yaar ka didar kiya aaj pehli baar in champai nazaaro me mat puchh mera haal mujhe hosh na khayal mai to kho gayi baharo me tasvir hai nayi naya rang bhar le kahe jhumti hawa koi bhul kar le tasvir hai nayi naya rang bhar le kahe jhumti hawa koi bhul kar le dhadkan badha rahi hai chahat ki bekarari humko sata raha hai ye lamha ye khumari mera dil meri jaan tere pyar ka diwana koi bhi jane na aashiq hai ye purana maine yaar ka didar kiya aaj pehli baar in champai nazaaro me mat puchh mera haal mujhe hosh na khayal mai to kho gaya baharo me
Song details
- Singer: Udit Narayan
- Singer: Sadhana Sargam
- Film / album: Gair (1999)
- Composer: Anand Milind
- Lyricist: Sameer
- Actor: Ajay Devgn
- Actor: Raveena Tandon
- Actor: Paresh Rawal
- Actor: Reena Roy
- Actor: Amrish Puri
- Actor: Ajinkya Deo
- Actor: Kiran Kumar
- Actor: Sulbha Deshpande
- Actor: Satyen Kappu
- Actor: Achyut Potdar
- Actor: Guddi Maruti
- Actor: Rajesh Puri
- Actor: Arun
- Actor: Anil Nagrath
- Actor: Sunil Dhawan
- Actor: Sunil Rege
- Actor: Salim
Song video
singer: Udit Narayan, Sadhana Sargam