Roman script

mera dil gaya, mera ghar luta

ab kya kahu main tujhe

kiya barbad mujhe, nikli tu bewafa

tune gham diya, mujhko pyaar ka

ab kya kahu main tujhe

kiya barbad mujhe, nikla bewafa

mera dil gaya

phulo ki sej pe soyegi tu

khaabo ki waadiyo mein khoyegi tu

ho phulo ki sej pe soyegi tu

khaabo ki waadiyo mein khoyegi tu

qatl mera tune kiya

huyi bhul mujhse ke maine tujhe dil diya

bhul gaye vaade tujhe

kiya barbad mujhe, nikli tu bewafa

mera dil gaya, mera ghar luta

mera dil gaya

aaj suhaani teri raat hain

aur hi koi tere saath hain

aaj suhaani teri raat hain

aur hi koi tere saath hain

teri khushi tujhko mili

le gayi meri jaan, juthi teri dillagi

raham na aaya tujhe

kiya barbad mujhe, nikla bewafa

tune gham diya, mujhko pyaar ka

tune gham diya

luta hain apna banake mujhe

chhoda hain manzil pe laake mujhe

ho luta hain apna banake mujhe

chhoda hain manzil pe laake mujhe

rota raha ye dil mera

puchha na tune kabhi, pyaar dekha tera

bhul gaye vaade tujhe

kiya barbad mujhe, nikli tu bewafa

mera dil gaya, mera ghar luta

ab kya kahu main tujhe

kiya barbad mujhe, nikli tu bewafa

tune gham diya, mujhko pyaar ka

ab kya kahu main tujhe

kiya barbad mujhe, nikla bewafa

mera dil gaya

Explore this song