Roman script

mera dil diwana sanam hai begana 

vo jalim kya jane meri chahat ka ye afsana

mera dil diwana sanam hai begana 

vo jalim kya jane meri chahat ka ye afsana

mera dil diwana

thoda bhola bhala hai dilo ka ujala

jaha se nirala hai mere dilruba

thoda bhola bhala hai dilo ka ujala

jaha se nirala hai mere dilruba

jhuki jhuki ankho ko ruki ruki sanso ko

dabi dabi aaho ko jane vo kya

use to aata hai mera dil tadpana

vo jalim kya jane meri chahat ka ye afsana

mera dil diwana sanam hai begana 

vo jalim kya jane meri chahat ka ye afsana

mera dil diwana

kisi adaao ne kisi ki nigaho ne 

kisi ki jafao ne mera dil liya

kisi aado ne kisi ki nigaho ne 

kisi ki jafao ne mera dil liya

kabhi aata hai mujhe tadpata hai

or chala jata hai o bewafa

shamma ka jal jana na samjhe parwana

vo jalim kya jane meri chahat ka ye afsana

mera dil diwana sanam hai begana 

vo jalim kya jane meri chahat ka ye afsana

mera dil diwana

Explore this song