Roman script

mera dil chura le gayi khawabo ki ek hasina

tumhe kya kahu mai yaro mushkil hai mera jina

mera dil chura le gayi khawabo ki ek hasina

ye mujhko kya huya hai pehle huya kabhi na 

uska wo chehra hasee ab tak to dekha nahi

wo hi bato me wo hi yado me wo hi mera sapna

tera dil chura le gayi khawabo ki ek hasina

ye tujhko kya huya hai pehle huya kabhi na 

jhum ke apna reshmi aanchal jab wo lahraye

badal uski chunri bankar us se lipat jaye

machal ke apne pairo ki payal jab chhankaye

sargam uski khusabu banke hawa ko mehkaye

wo hogi koi pari jannat se aayi huyi

wo hogi koi pari jannat se aayi huyi

bekarar hu dhundta hu aaye nazar kahi na

tera dil chura le gayi khawabo ki ek hasina

ye tujhko kya huya hai pehle huya kabhi na 

kahi bhi nahi lagta hai dil ye mujhe kya huya

har pal sochu mil jaye mujhe uska naam pata

bin dekhe ye hal hai mera yaar socho zara

dekh liya maine usko to kya ho jayega

mil jaye mujhko kahi

to kahunga mai yahi mil jaye mujhko kahi

to kahunga mai yahi khoya rahta hu

tumko chahata hu bas bana lo apna

tera dil chura le gayi khawabo ki ek hasina

ye tujhko kya huya hai pehle huya kabhi na 

uska wo chehra hasee ab tak to dekha nahi

wo hi bato me wo hi yado me wo hi mera sapna

tera dil chura le gayi khawabo ki ek hasina

ye tujhko kya huya hai pehle huya kabhi na

tera dil chura le gayi khawabo ki ek hasina

ye tujhko kya huya hai pehle huya kabhi na 

tera dil chura le gayi khawabo ki ek hasina

ye tujhko kya huya hai pehle huya kabhi na

Explore this song