Roman script

mere sarkar chale aaye yaha aaj ki raat

mere arman hue kitne jawan aaj ki raat

mera chehra sunhara gulab rasiya

mere jaisa kaha hai shabab rasiya

mujhe aata hai mujhe aata hai tarsana

mujhe aata hai tarsana

jalta badan jaise agan ui ui ui

mera chehra sunhara gulab rasiya

mere jaisa kaha hai shabab rasiya

mujhe aata hai tarsana

mujhe aata hai tarsana

shama ki rah me parwane aaye jate hai

hum unko pyar ki madira pilaye jate hai

yaha sharab se

yaha sharab se hisab banaye jate hai

pile pile najar ki sharab rasiya

mere jaisa kaha hai shabab rasiya

mujhe aata hai mujhe aata hai tarsana

mujhe aata hai tarsana

jalta badan jaise agan ui ui ui

tere bagair meri sham koi sham nahi

tujhi se kaam hai dunia se koi kaam nahi

tujhe na apna 

tujhe na apna bana lu to mera naam nahi

pyar mera bada lazwaab rasiya

mere jaisa kaha hai sabab rasiya

mujhe aata hai mujhe aata hai tarsana

mujhe aata hai tarsana

jalta badan jaise agan ui ui ui

mera chehra sunhara gulab rasiya

mere jaisa kaha hai shabab rasiya

mujhe aata hai tarsana

mujhe aata hai tarsana

Explore this song