Roman script

mera banka balamwa lakho me ek

mera banka balamwa lakho me ek

khada khidki ki aut jara chal ke to dekh 

ke mera mera banka balamwa lakho me ek

mera banka balamwa lakho me ek

mera banka balamwa lakho me ek

chanda se pyara balma hamara 

chanda se pyara balma hamara 

? karat jiya lut lut jaye ke jiya 

ho jiya ke jiya lut lut jaye 

julmi najariya jo daali fira ke 

julmi najariya jo daali fira ke 

munh se nikal jaye haye ki mera 

mera banka balamwa lakho me ek

mera banka balamwa lakho me ek

dekha firgiya ne mere piya ko 

dekha firgiya ne mere piya ko ??

dekha jo mukhiya ki gori ne wa ko 

dekha jo mukhiya ki gori ne wa ko 

bol uthi haye raam 

mera banka balamwa lakho me ek

mera banka balamwa lakho me ek

khada khidki ki aut jara chal ke to dekh 

ke mera mera banka balamwa lakho me ek

mera banka balamwa lakho me ek

mera banka balamwa lakho me ek

Explore this song