Roman script

memsab, memsab 
hoye aage ladki pichhe ladke
memsab dil mera dhadke
memsab ye shola bhadke
memsab tu chalna bachke, hay
tera roop kahi na jal jaye
tera rang kahi na ud jaye
memsab, memsab 
memsab dil mera dhadke
memsab ye shola bhadke
memsab tu chalna bachke, haye
tera roop kahi na jal jaye
tera rang kahi na ud jaye
tere hatho me kitabe
tere naino me sharabe
ho tere hatho me kitabe
tere naino me sharabe
botal jaisi chalti jaye
sar se chuni dhlti jaye
sambhal sambhal ke lakh chale tu
payal jaisi chhanki jaye
memsab dil mera dhadke
memsab ye shola bhadke
memsab tu chalna bachke, haye
tera roop kahi na jal jaye
tera rang kahi na ud jaye
memsab, memsab 
memsab, memsab 
kab tak tu na na karegi
ek din tu han karegi
ho kab tak tu na na karegi
ek din tu han karegi
mera chellange o hasina
mushkil hoga tera jina
soch samjhke han na karna
deta hu mai ek mahina 
memsab dil mera dhadke
memsab ye shola bhadke
memsab tu chalna bachke, haye
tera rup kahi na jal jaye
tera rang kahi na ud jaye
memsab, memsab
memsab dil mera dhadke
memsab ye shola bhadke
memsab tu chalna bachke, haye
tera roop kahi na jal jaye
tera rang kahi na ud jaye

Song details

Song video

Watch on YouTube