Roman script

sakhi saiyan to khoob hi kamat hai

mehngai dayan khaye jat hai

sakhi saiyan toh khoob hi kamat hai

mehngai dayain khaye jat hai

har mahina uchle petrol diesel ka uchla hai role

shakkar bai ke ka bol

har mahina uchle petrol diesel ka uchla hai role

shakkar bai ke ka bol

usme basmati dhan mari jat hai

mehngai dayain khaye jat hai

sakhi saiyan toh khoob hi kamat hai

mehngai dayain khaye jat hai

soya bean ka hal behal garmi se pichke hain gal

gir gaye patte pak gaye bal

are soya bean ka hal behal garmi se pichke hain gal

gir gaye patte pak gaye bal

aur makka ji ji bhi khaye gayi mat hai

mehngai dayain khaye jat hai

sakhi saiyan toh khoob hi kamat hai

mehngai dayain khaye jat hai

sakhi saiyan toh khoob hi kamat hai

mehngai dayain khaye jat hai

are kadoo ki ho gayi bharmar kakdi ne kar gai hahakar

matar bhi to lago parsad

are kadoo ki ho gayi bharmar kakdi ne kar gai hahakar

matar bhi to lago parsad

aur agey ka kahun kahe nahin jat hai

mehngai dayain khaye jat hai

sakhi saiyan toh khoob hi kamat hai

mehngai dayain khaye jat hai

sakhi saiyan toh khoob hi kamat hai

mehngai dayain khaye jat hai

ae saiyan ae saiyan re 

more saiyan re khoob kamae saiyan ji 

are kama kama ke marr gaye saiyan

pehle tagde tagde the ab duble patle ho gaye saiyan

are kama kama ke marr gaye saiyan

mote saiyan patle saiyan

are saiyan marr gaye hamare isi aye gaye mein

mehngai dayain mare jat hai

sakhi saiyan toh khoob hi kamat hai

mehngai dayain mare jat hai

sakhi saiyan toh khoob hi kamat hai

mehngai dayain khaye jat hai

mehngai dayain khaye jat hai

Explore this song