Roman script
dilkasho dinashi mai hu ek kali khusbu or rango ki baho me pali mahka sa ang hai bahka sa rang hai kyu mai hu manchali kisko yaha hai pata ye kaisa rup hai ho chaw hai ya dhup hai aye najuk si kali tu kaun hai ye bata tu mahki mahki tu jawa jawa rango bhari hogi ye dasta juhi khili tu jinse mili tu kaise kaise bhawre the hame batade kaise sunau mai ye dasta koi jaise ye kahta hai yaha bita hua kal bite hue pal dhire dhire dil se tu unhe bhulade unhe bhulade unhe bhulade kali kali na rahe bhi to gum kya raho me phul or kaliya hai kam kya jao jaha dekho jaha chehro ki kaliya hi kaliya khilti hai waha dekhna mahka sa ang hai bahka sa rang hai kyu mai hu manchali kisko yaha hai pata ye kaisa rup hai ho chaw hai ya dhup hai aye najuk si kali tu kaun hai ye bata tu mahki mahki tu jawa jawa rango bhari hogi ye dasta juhi khili tu jinse mili tu kaise kaise bhawre the hame batade kaise sunau mai ye dasta koi jaise ye kahta hai yaha bita hua kal bite hue pal dhire dhire dil se tu unhe bhulade unhe bhulade unhe bhulade
Song details
- Singer: Kshitij Wagh
- Singer: Shreya Ghoshal
- Film / album: Game (2011)
- Composer: Shankar Ehsaan Loy
- Lyricist: Javed Akhtar
- Actor: Abhishek Bachchan
- Actor: Kangna Ranaut
- Actor: Sarah Jane Dias
- Actor: Jimmy Sheirgill
- Actor: Shahana Goswami
- Actor: Boman Irani
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Gauhar Khan
singer: Kshitij Wagh, Shreya Ghoshal
actor: Abhishek Bachchan, Kangna Ranaut