Roman script

mehka hua gulaab ho tum 

shabnam kabhi sharaab ho tum 

bas main itna samajh naa paau

sach much ho ya khwaab ho tum 

bas main itna samajh naa paau

sach much ho ya khwaab ho tum

mehka hua gulaab ho tum

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Dilraj Kaur, Suresh Wadkar