Roman script

mehfil me dilwalo ki 
aata hai jo aane do
mehfil me dilwalo ki 
aata hai jo aane do
khub maje me gujregi
khub maje me 
khub maje me gujregi
agar mil jaye diwane do
mehfil me dilwalo ki 
aata hai jo aane do
mehfil me dilwalo ki 
baago me kaliya mahke
kheto me sarso phule
kheto me sarso phule
hanste gaate yu rahiye
hanste gaate yu rahiye
jaise sawan ke jhule
jaise sawan ke jhule
deep jale hai manzil ke
phul khile hai raaho me
duniya ki rangini hai
aaj humari baaho me
deep jale hai manzil ke
phul khile hai raaho me
duniya ki rangini hai
aaj humari baaho me
aaj humare dil jawan hai
geet khushi ke gaa lo
o mehfil me dilwalo ki 
aata hai jo aane do
khub maje me gujregi
agar mil jaye diwane do
mehfil me dilwalo ki 
in matwali aankho me 
madhoshi ka jaam bhi hai
madhoshi ka jaam bhi hai
kaali kaali julfo me 
kaali kaali julfo me 
ek suhani sham bhi hai
ek suhani sham bhi hai
aanchal ko ud jane do
julfo ko khul jane do
phulo jaise gaalo ko
shabnam se dhul jane do
aaj humare dil jawan hai
geet khushi ke gaa lo
o mehfil me dilwalo ki 
aata hai jo aane do
khub maje me gujregi
agar mil jaye diwane do
mehfil me dilwalo ki

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mahendra Kapoor, Asha Bhosle