Roman script

mehfil mehfil phool hasi ke tum bikhrate rahte ho 
tanhai me ek daba sa dard chupate rahte ho ho 
mehfil mehfil phool hasi ke
mana ki dard dard ke dhare hai 
hum bhi hai pass kinare hai 
sang sang behte raho khamoshi 
hum se to baanto na 
raho me sath chalo bhi na gum tum akele na saho 
mehfil mehfil phool hasi ke tum bikhrate rahte ho 
mehfil mehfil phool hasi ke
ye lamha lagta paraya hai 
isme hi khushiyo ka saya hai 
lo tum ye pal tham lo barso me khilte jo dekha tha 
sapna sa pyara sa apna sa
bikharne na do khwab ko
mehfil mehfil phool hasi ke tum bikhrate rahte ho 
tanhai me ek daba sa dard chupate rahte ho ho 
mehfil mehfil phool hasi ke

Song details