Roman script

mehfil me teri hum aaye
kya kya saugate leke sanam 
ek shisha-e-dil ek kahnjar hai 
chahe jo bhi lo wahi karib
tu mana ek saaj hai 
main bhi ek aawaj hu main teri hamraj hu
samma jalegi jaisi raat sajegi waisi
sama pyar ka beet na jaye
samma jalegi jaisi raat sajegi waisi 
sama pyar ka beet na jaye 
tu nagma main saaj hu
dil ki marji ho na jab tak
kaun mohabbat deta hai
jo karna hai aaj tu kar le
husn ijajat deta hai 
dil ki marji ho na jab tak
kaun mohabbat deta
jo karna hai aaj tu kar le
husan ijaajat deta hai 
husan ijaajat deta hai 
tu nagma main saaj hu
dil tera main bhi teri 
jism aur jaan bhi tere hai
lekin dekh husn ke jalwe 
sach puchho to mere hai 
dil tera main bhi teri
jisam aur jaan bhi tere hai 
lekin dekh husan ke jalwe
sach puchho to mere hai
sach puchho to mere hai 
tu nagma main saaj hu
main bhi ek aawaj hu
main teri hamraaj hu
samma jalegi jaisi
raat sajegi waisi
sama pyar ka beet na jaye
samma jalegi jaisi
raat sajegi waisi
sama pyar ka beet na jaye
tu nagma main saaj hu

Song details

Song video

Watch on YouTube