Roman script

o mehfil me 
mehfil me husn mera nilaam hone aaya 
ho mehfil me husn mera nilaam hone aaya 
ho ek najar dekhe idher kya kya jalwe laya 
ek najar dekhe idher kya kya jalwe laya
mehfil me 
mehfil me husn mera nilaam hone aaya 
ho mehfil me husn mera nilaam hone aaya
ho o jubna se jhanke hai
o jubna se jhanke hai aise jawa
jaise ke payalo se chhalke sharab
dekhe jidhar barse udhar rimjhim mastiya 
dekhe jidhar barse udhar rimjhim mastiya 
mehfil me 
mehfil me husn mera nilaam hone aaya 
ho mehfil me husn mera nilaam hone aaya 
ho bijali sa chamke hai 
ho bijali sa chamke hai jhilmil badan 
chale jaise baago me thandi pawan 
chehra kamal aankhen gajal kaatil har ada 
chehra kamal aankhen gajal kaatil har ada 
mehfil me 
mehfil me husn mera nilaam hone aaya 
ho mehfil me husn mera nilaam hone aaya 
ho ye shatir jawani hai 
ye shatir jawani hai jalti ghata 
uspe sitam hai ye kajre ki dhaar 
jab ye hanse dil pe gire lakhon bijliyan 
jab ye hanse dil pe gire lakhon bijliyan 
mehfil me 
mehfil me husn mera nilaam hone aaya 
ho mehfil me husn mera nilaam hone aaya
ek najar dekhe idher kya kya jalwe laya 
ek najar dekhe idher kya kya jalwe laya
mehfil me 
mehfil me husn mera nilaam hone aaya 
ho mehfil me husn mera nilaam hone aaya

Song details

Song video

Watch on YouTube