Roman script

meharban mahbub dilbar jaan-e-man

meharban mahbub dilbar jaan-e-man

aaj ho jaaye koyi diwanapan

meharban mahbub dilbar jaan-e-man

pyaar ki thandi aag laga do

pyaar ki thandi aag laga do

tan man me ik dhum macha do

tum pe vaare mere kajraare nayan

meharban mahbub dilbar jaan-e-man

meharban mahbub dilbar jaan-e-man

jaam banu aur lab tak aau

jaam banu aur lab tak aau

aankh me masti ban laharaau

raat raani banke aayi hai dulhan

meharban mahbub dilbar jaan-e-man

meharban mahbub dilbar jaan-e-man

kahati hai agadaayi kahaani

kahati hai agadaayi kahaani

chhalaki jaaye mast javaani

aaj phulo ki tarah tute badan

meharban mahbub dilbar jaan-e-man

aaj ho jaaye koyi diwanapan

meharban mahbub dilbar jaan-e-man

meharban mahbub dilbar jaan-e-man

Explore this song