Roman script
o mahbub se mahbuba mil gayi ae mahbub se mahbuba mil gayi bahke kadam dil me jagi halchal kya nayi jiska dar tha vahi baat ho gayi ha vahi ha vahi baat ho gayi mahbub se mahbuba mil gayi bahke kadam dil me jagi halchal kya nayi jiska dar tha vahi baat ho gayi ha vahi ha vahi baat ho gayi ha vahi ha vahi baat ho gayi sath milke jab hum chalne lage kaise kaise mausam badalne lage sine me lagi aag jalne lagi mai to samaa dil ki pigalne lagi julf yu udi ghata chha gayi pyase man pe barsat ho gayi jiska dar tha vahi baat ho gayi o mahbub se mahbuba mil gayi bahke kadam dil me jagi halchal kya nayi jiska dar tha vahi baat ho gayi ha vahi ha vahi baat ho gayi ha vahi ha vahi baat ho gayi basuri hawa bajane lagi koi ansuni dhun sunane lagi sanso me jagi jankar kya jane kaisi madhosi chane lagi kya hua kya pata kya hua pyasi lagan sahil se mil gayi behke kadam dil me jagi halchal kya nayi aaj khul ke mulakat ho gayi jiska dar tha wahi baat ho gayi ha vahi vahi baat ho gayi pyar me do dil aise mile aise mile sab se juda ho gaye khawabo me tere kahi kho gayi aankhe jagi jagi thi mai kho gayi vakt ko jaise par lag gaye kab dala din kab raat ho gayi jiska dar tha vahi baat ho gayi mahbub se mahbuba mil gayi bahke kadam dil me jagi halchal kya nayi jiska dar tha vahi baat ho gayi ha vahi ha vahi baat ho gayi jiska dar tha vahi baat ho gayi ha vahi ha vahi baat ho gayi
Song details
- Singer: Asha Bhosle
- Singer: Kishore Kumar
- Film / album: Asha Jyoti (1984)
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Anjaan
- Actor: Rajesh Khanna
- Actor: Rekha
- Actor: Reena Roy
- Actor: Asrani
- Actor: Madan Puri
- Actor: Om Shiv Puri
- Actor: Roopesh Kumar
- Actor: Madhukar
- Actor: Dina Pathak
- Actor: Asha Lata
- Actor: Ruhee
Song video
singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar
actor: Rajesh Khanna, Reena Roy