Roman script

mehboob mere maine chupke teri ek cheej chura li hai 

dil ke andar maine dilbar teri tasveer laga li hai 
mehboob mere 
ye pyar nahi ek wada hai jo tod ke jana mushkil hai 

pal bhar ke liye tera daman ab chhod ke jana mushkil hai 
haay mushkil hai maine apne pairo ke liye 
khud hi zanzeer bana li hai 
mehboob mere maine chupke teri ek cheej chura li hai 
mehboob mere 
betaab hai dil bechain nazar jeena marna dushwar hua 

ye kab se hua ye tab se hua jab se ye zalim pyar hua
jab se ye zalim pyar hua hay pyar hua 
dil ke andar maine dilbar teri tasveer laga li hai 
mehboob mere maine chupke teri ek cheej chura li hai 
mehboob mere

Song details

Song video

Watch on YouTube