Roman script
shire valeyan haye, shire valeyan haaye lage khand se mithi mithi sone se bhi soni soni teri boliya shire valeyan haaye, sheere valeya mahi ve mahi ve, mahi ve mahi ve mehndi ka rag na chhute kabhi sajna chahun mai tujhe hi subah-shaam mehndi ka rag na chhute kabhi sajna chahun mai tujhe hi subah-shaam maahi ve maahi ve har dhadakan me tu hai mere man me sanse japati hai teraa naam mahi ve e, mahi ve e, mahi ve e, mahi ve e ye bindiya tujhko pukaare har pal ye kangana kahe mujhe thaam ke chal ye bindiya tujhko pukaare har pal ye kangana kahe mujhe thaam ke chal teri-meri rahe judaa ek hogi na saari umar tujh ko nahi kuchh bhi pata, mushqil bada mera safar mahi ve e, mahi ve e, mahi ve e, mahi ve e sanam ki baaho me bikhar jaaungi qasam se tut ke mar jaaungi sun bavari meraa vatan hai, mera dil hai meri jaan is ke liye ab to mujhe, jina yahaan marana yahaan baavari re, baavari re, baavari re mehndi ka rag na chhute kabhi sajna chahun mai tujhe hi subah-shaam maahi ve maahi ve har dhadakan me tu hai mere man me sanse japti hai teraa naam mahi ve e, mahi ve e, mahi ve e, mahi ve e
Song details
- Singer: Alka Yagnik
- Singer: Udit Narayan
- Film / album: The Legend Of Bhagat Singh (2002)
- Composer: A R Rahman
- Lyricist: Sameer
- Actor: Ajay Devgn
- Actor: Raj Babbar
- Actor: Farida Jalal
- Actor: Akhilendra Mishra
- Actor: Sushant Singh
- Actor: D Santosh
- Actor: Amrita Rao
- Actor: Mukesh Tiwari
- Actor: Abir Goswami
- Actor: Ganesh Yadav
- Actor: Sardar Sohi
- Actor: Lalit Tiwari
- Actor: Shehzad Khan
- Actor: Kapil Sharma
- Actor: Surendra Rajan
- Actor: Kiran Randhawa
- Actor: Padam Singh
- Actor: Ashok Sharma
- Actor: Ankush
- Actor: Anita
- Actor: Viju Khote
Song video
singer: Alka Yagnik, Udit Narayan
actor: Ajay Devgan, Amrita Rao, Sushant Singh, D. Santosh, Akhilendra Mishra