Roman script

milo ka jaise tha faasla, sadiyo ka jaise tha rasta

anjan tha dil ke hona hai kya

phir bhi mujhe lagta hai ye, hamko to milna hi tha

waaw that was really good karan, gaa kar sunao na

haan haan mai nahi gaa sakta hoo mai

karan cant sing you have to sing

mai to hamesha dunia ke liye gati hu

koi mere liye gaata hi nahi, mere liye gaao naa

milo ka jaise tha faasla, sadiyo ka jaise tha rasta

anjan tha dil ke hona hai kya

phir bhi mujhe lagta hai ye, hamko to milna hi tha

milo ka jaise tha faasla, sadiyo ka jaise tha rasta

anjan tha dil ke hona hai kya

phir bhi mujhe lagta hai ye, hamko to milna hi tha

milo ka jaise tha fasla

mujhe mera junun aakhir, kaha se hai kaha laya

jise khwabo me tha, dekha use raho me hai paya

paake bhi usko agar mai naa paau

to kyu jiyu mai, kyu mar naa jau

kabhi na kahna aisa tum, abb tum na hona gum

Explore this song