Roman script

maze uda lo jawani rahe rahe na rahe

maze uda lo jawani rahe rahe na rahe

lahu mai fir ye rawani rahe rahe na rahe 

maze uda lo 

hamara jam bharo sochne ki baat nahi

bas itna kam karo sochne ki baat nahi

ke fir ye raat suhani  rahe rahe na rahe

maze uda lo 

bhari bahar mai arman to nikale hum aaja aaja

haseen gunah ka ilzam to utha le hum

har ek chiz ho har ek chiz hai pani   

rahe rahe na rahe  

maze uda lo 

ye raat dhal ke kahi khol de bharam na koi 

ye raat dhal ke kahi khol de bharam na koi   

karam humara kare tumpe kal sitam na koi

jo aaj hai ho jo aaj hai 

wo kahani rahe rahe na rahe

maze uda lo jawani rahe rahe na rahe

lahu mai  fir ye rawani rahe rahe na rahe 

maze uda lo

Explore this song