Roman script

maze le lo, maze le lo maze le lo 

maze le lo, maze le lo maze le lo

jo hona hai wahi hoga, hai kya hona ye mat socho 

maze le lo, maze le lo maze le lo 

maze le lo, maze le lo maze le lo

kuchh bhi na samajhe, samjha ke haari 

paale pada hai sajna anaari 

deewana deewana, deewana deewana 

deewana deewana, deewana deewana 

mujhko mili hai kya dil ki rani 

aadhi sayani aadhi deewani

deewani deewani, deewani deewani

deewani deewani, deewani deewani

maze le lo, maze le lo maze le lo

jo hona hai wahi hoga, hai kya hona ye mat socho 

kaisa sabak tune dil ko padhaya hai 

kis hoshiyaari se dil mein samaya hai 

ye saara chakkar to tune chalaya hai 

iljam jhutha kyun mujhpe lagaya hai 

banta hai kitna sayana kaisa kare bahaana 

deewana deewana, deewana deewana 

deewani deewani, deewani deewani

maze le lo, maze le lo maze le lo

jo hona hai wahi hoga, hai kya hona ye mat socho 

tujhse hasi koi baaho me aaye to

aaye gale milke dilko churaye to 

teri kasam uski main jaan le lungi 

sautan meri banke koi dikhaye to 

ye julm naa karna rani, yaari to hai nibhani 

deewani deewani, deewani deewani

deewana deewana, deewana deewana 

maze le lo, maze le lo maze le lo

jo hona hai wahi hoga, hai kya hona ye mat socho 

do din ki hasti me, ek pal ki masti hai 

jiske liye saari duniya tarasti hai

hey milke deewane to jisko basate hai 

ye dil ki basti to mushkil se basti hai 

sapno ka wo ghar suhana humko bhi hai basana 

deewana deewana, deewana deewana 

deewani deewani, deewani deewani

kuchh bhi na samajhe, samjha ke haari 

paale pada hai sajna anaari 

deewana deewana, deewana deewana 

deewani deewani, deewani deewani

mujhko mili hai kya dil ki rani 

aadhi sayani aadhi deewani

deewani deewani, deewani deewani

deewana deewana, deewana deewana 

maze le lo, maze le lo maze le lo

jo hona hai wahi hoga, hai kya hona ye mat socho 

maze le lo, maze le lo maze le lo

Explore this song