Roman script

maze ke ye din hai, maze ki hai raate

maze ki mulakaate ho maze ki mulakaate

vo mere hai main unki, hai mithi mithi baate

maze ki mulakaate ho maze ki mulakaate

nadi kinaare piya pukaare

nadi kinaare piya pukaare

meri baat nihaare ho

meri baat nihaare ho

sajan saanjh sakaare ho

sajan saanjh sakaare

sajan saanjh sakaare ho

sajan saanjh sakaare

maze ke ye din hai, maze ki hai raate

maze ki mulakaate ho maze ki mulakaate

main jogan ban ban firun

ratu piya ka naam

rom rom rasiya rame

kyu duniya se kaam

chaand sitaare kare ishaare

ho kare ishaare mast nazaare pyaare ho

mast nazaare pyaare ho

ab se balam humaare ho

ab se balam humaare

ab se balam humaare ho

ab se balam humaare

maze ke ye din hai, maze ki hai raate

maze ki mulakaate ho maze ki mulakaate

vo mere hai main unki, hai mithi mithi baate

maze ki mulakaate ho maze ki mulakaate

Explore this song