Roman script

hawa me udana chahe yeh dil aaj kyu

kuchh bhi karna chahe yeh dil aaj kyu

ye ye ye ye ye ye

o hawa me udana chahe yeh dil aaj kyu

kuchh bhi karna chahe yeh dil aaj kyu

ek naya ehsaas hain, ek naya andaaz hain

ek naya ehsaas hain, ek naya andaaz hain

khula khula badan hain mera

maja maja aaha kya maja

aaha kya maja

kabhi dil hain yaha, kabhi dil hain waha

janu na janu, mera dil hain kaha

ye ye ye ye ye ye

kabhi dil hain yaha, kabhi dil hain waha

janu na janu, mera dil hain kaha

arey kya hain yeh jadu, arey kya hain nasha

arey kyon hu bekabu bekabu ho raha

jawan jawan yeh mann hain mera

maja maja aaha kya maja

maja maja aaha kya maja

kabhi me yeh sochu kabhi me woh sochu

behakna mai chahu kabhi khud ko roku

ye ye ye ye ye ye

kabhi me yeh sochu kabhi me woh sochu

behakna mai chahu kabhi khud ko roku

najro se koi bole, to sunti hu kyon

yeh kaise hain sholey, mai jalati hu kyon

dhuaa dhuaa yeh tan hain mera

maja maja aaha kya maja

maja maja aaha kya maja

hawa me udana chahe yeh dil aaj kyu

kuchh bhi karna chahe yeh dil aaj kyu

ek naya ehsaas hain, ek naya andaaz hain

ek naya ehsaas hain, ek naya andaaz hain

khula khula badan hain mera

maja maja aaha kya maja

maja maja aaha kya maja

maja maja aaha kya maja

maja maja aaha kya maja

Explore this song