Roman script

maza na aaye jo ho, guftagun hijaabo se 

maza na aaye 

maza na aaye jo ho, guftagun hijaabo se 

ye aarju hain ki ho, baat ab nigahon se 

maza na aaye jo ho, guftagun hijaabo se 

maza na aaye 

shabab na dhundo mulaqat ka mere hamdam 

shabab na dhundo mulaqat ka mere hamdam

na dhund pyaar ka izhaar tu kitabo se 

na dhund pyaar ka izhaar tu kitabo se 

ye aarju hain ki ho, baat ab nigahon se 

maza na aaye jo ho

khudara aaiye tabire zindagi bankar 

khudara aaiye tabire zindagi bankar 

ki ji bahlata nahi ab hasin khwabo se 

ki ji bahlata nahi ab hasin khwabo se 

ye aarju hain ki ho, baat ab nigahon se 

maza na aaye jo ho

tumhare chehare pe masumiyat ye raanai 

tumhare chehare pe masumiyat ye raanai 

churake laaye ho kya surkhiya gulabo se 

churake laaye ho kya surkhiya gulabo se 

ye aarju hain ki ho, baat ab nigahon se 

maza na aaye jo ho, guftagun hijaabo se 

maza na aaye

Explore this song