Roman script

tu neel samundar hai, tu neel samundar hai

main ret ka saahil hun, main ret ka saahil hun

aagosh mein le le, main der se pyaasi hoon

ek sauda raat ka, ek kaudi chaand ki

chaahe to choom le, tu todi chaand ki

ek sauda raat ka, ek kaudi chaand ki

chaahe to choom le, tu todi chaand ki

ek chaand ki kashti mein chal paar utrna hai

tu halke halke khenaa dariyaa na chhalke

mayya mayya gulabi taaren chun le saare chun

maaya mayya ki jism ke pardon mein 

dardon ke maare chun le

mayya mayya gulabi taaren chun le saare chun

maaya mayya ki jism ke pardon mein 

dardon ke maare chun le

jab neel samunder jaage 

aagosh me lekar saahil

lehrata hai aur masti mein 

mehtaab ka chehra choomta hai

main seene mein teri saasein bhar leti hoon

karwat karwat main tujh se lipat kar 

raat basar kar leti hoon

seene se mere uthta hai dhuaan

deewar pe kya likhta hai dhuaan

dheemaa dheemaa dheemaa dhuaan

har baar ye kyaa kehtaa hai dhuaan

mayya mayya  ale le le le

ek sauda raat ka, ek kaudi chaand ki

chaahe to choom le, tu todi chaand ki

ek megh ki kashti mein chal paar utrna hai

tu halke halke khenaa dariyaa na chhalke

mayya mayya, mayya mayya

mayya mayya

mayya mayya ale le le le

mayya mayya

Explore this song