Roman script

maya hai sab maya hai

maya hai sab maya hai

teri aakhein jaanam maya hain

teri baatein jaanam maya hain

ishq mein humne jo khoya hai jo paaya hai

teri kasam jaan mere liye sab maya hain

tere ishq mein humne jo khoya jo paaya hai

maya hai sab maya hai

teri aakhein jaanam maya hain

teri baatein jaanam maya hain

maine suna farhad miya ka kissa bhi

sab ek se hain ye majnu bhi aur ranjha bhi

ha maine suna farhad miya ka kissa bhi

sab ek se hain ye majnu bhi aur ranjha bhi

par koyi na aashiq mujhsa ab tak aaya hai

maya hai sab maya hai

teri aakhein jaanam maya hain

teri baatein jaanam maya hain

ishq mein humne jo khoya hai jo paaya hai

teri kasam jaan mere liye sab maya hain

tere ishq mein humne jo khoya jo paaya hai

maya hai sab maya hai

teri aakhein jaanam maya hain

teri baatein jaanam maya hain

ha mera jeevan tujhse shuru tujhpe hi khatam

sab kuch tu hai meri khushi aur mere gam

ha mera jeevan tujhse shuru tujhpe hi khatam

sab kuch tu hai meri khushi aur mere gam

bas naam tera hi dil pe maine likhwaaya hai

maya hai sab maya hai

teri aakhein jaanam maya hain

teri baatein jaanam maya hain

ishq mein humne jo khoya hai jo paaya hai

teri kasam jaan mere liye sab maya hain

tere ishq mein humne jo khoya jo paaya hai

maya hai sab maya hai

teri aakhein jaanam maya hain

teri baatein jaanam maya hain

Explore this song