Roman script
may se mina se na saaqi se may se mina se na saaqi se na paimane se dil bahalata hai mera apke aa jane se apke aa jane se, apke aa jane se apke aa jane se, apke aa jane se gul se gucho se na bulbul ke gul se gucho se na bulbul ke gungunane se dil bahalta hai mera apke aa jane se apke aa jane se, apke aa jane se apke aa jane se, apke aa jane se khvab me jannat ka naksha aa gaya jab samne khvab me jannat ka naksha aa gaya jab samne huro se bhi dil na bahla ham lage tujhe dhudhane jannat ki baharo se na pariyo ke jannat ki baharo se na pariyo ke muskurane se dil bahalta hai mera apke aa jane se apke aa jane se, apke aa jane se apke aa jane se, apke aa jane se ek din mai bhi gayi thi jauhari bazar me ek din mai bhi gayi thi jauhari bazar me teri aankhe yad aayi hiro ke bhi haar me moti se hiro se na jevar se moti se hiro se na jevar se na kisi khazane se dil bahalta hai mera apke aa jane se apke aa jane se, apke aa jane se apke aa jane se, apke aa jane se may se mina se na saaqi se may se mina se na saaqi se na paimane se dil bahalata hai mera apke aa jane se apke aa jane se, apke aa jane se apke aa jane se, apke aa jane se
Song details
- Singer: Sadhana Sargam
- Singer: Mohammed Aziz
- Film / album: Khudgarz (1987)
- Composer: Rajesh Roshan
- Lyricist: Farooq Qaisar
- Actor: Jeetendra
- Actor: Shatrughan Sinha
- Actor: Bhanu Priya
- Actor: Amrita Singh
- Actor: Neelam Kothari
- Actor: Kiran Kumar
- Actor: Kader Khan
- Actor: Saeed Jaffrey
- Actor: Sudhir Dalvi
- Actor: Sangeeta Naik
- Actor: Rishi Kapoor
- Actor: Govinda
- Actor: Satyen Kappu
- Actor: Sushma Seth
- Actor: Ghanshyam
- Actor: Dinesh Hingoo
- Actor: Mac Mohan
Song video
singer: Sadhana Sargam, Mohammed Aziz
actor: Jeetendra, Shatrughan Sinha, Amrita Singh, Kader Khan, Bhanupriya