Roman script

mawali qawwali pittak piya sajni bawali

mawali qawwali pittak piya sajni mawali

chhapan chhuri, chhattees kadi

ankhiyan teri naxalwaadi

hum bhi majnu ke avatar hain tere jodidar hain

dekh le, dekh le karke yaari

teri hirni si raftaar hai maana dhauandhaar hai

jaan le, jaan le gori hum bhi cheete hai shikari

mawali qawwali tu phuljhadi aur mai diwali

mawali qawwali makhmal badan, baate rumaali

ho ho re chhamiya, ho ho re chhamiya

ho ho re chhamiya re

cheer jigra, kyun julamiya ho   

mawali qawwali pittak piya sajni bawali

mawali qawwali pittak piya sajni mawali

mawali qawwali pittak piya sajni mawali

ho maiya maiya ho maiya maiya   

ho maiya maiya ho maiya maiya

Explore this song