Roman script

mausam ye mausam ye mausam hai suhaana

aise me teraa dhire se muskuraana

mausam ye mausam ye mausam hain suhaana

aise me teraa dhire se muskuraana

mausam ye mausam ye mausam hain suhaana

aise me teraa dhire se muskuraana

tere gore gore gaal teri behaki behaki chaal

tere resham jaise baal hua hain dil ka kaisa haal

too kya jaane too kya jaane too kya jaane re

mausam ye mausam ye mausam hai suhaana

aise mein tera dhire se muskuraana 

pehali najar dil pe waar kar gai armaano ko bekarar kar gai 

pehali najar dil pe waar kar gai armaano ko bekarar kar gai

payar to maange pyaar ke badle pyaar ka hi harjaana

par dil kehata hain dilbar ko jaan de du najraana hai

mausam ye mausam ye mausam hai suhaana

aise mein tera dhire se muskuraana 

sun dilruba meri saanson ki sada dil hai wahi jo kisi pe ho fida

sun dilruba meri saanson ki sada dil hai wahi jo kisi pe ho fida

roj nahi hota hai janam pyar me dil divaana

baaho me aa jao abb to chhodo bhi sharmaana

mausam ye mausam, ye mausam hai suhaana

aise mein tera dhire se muskuraana 

mausam ye mausam, ye mausam hai suhaana

aise mein tera dhire se muskuraana

Explore this song