Roman script

sun sun sun to ae hawa

na chal tu yu chhu ke tan mera

sun sun sun to ae hawa

na chal tu yu chhu ke tan mera

dekhe koyi chhede mujhe mausam manchala

mausam ye awesome bada

mausam ye awesome bada

mausam ye awesome bada, jadu chaa gaya

mausam ye awesome bada

mausam ye awesome bada

mausam ye awesome bada, jadu chaa gaya

phir khula aasman, tune mujhe hai de diya

shukhriya, shukhriya, kaise kahu main shukhriya

kya kahu kya karu, bas mein nahi hai ye jiya

jee liya, jee liya is pal ko maine jee liya

kal phir se ye pal hoga na hoga ye sama

mausam ye awesome bada

mausam ye awesome bada

mausam ye awesome bada, jadu chaa gaya

chulbuli, chulbuli, kaisi hawa ye chulbuli

gudgudi, gudgudi sare badan mein gudgudi

dur se dhundhti kiski nigahein aa rahi

kyon mujhe yun nayi itni aadayein aa rahi

gila hai tan, bheega badan, man mein pyaas kya

mausam ye awesome bada

mausam ye awesome bada

mausam ye awesome bada, jadu chaa gaya

sun sun sun to ae hawa

na chal tu yu chhu ke tan mera

dekhe koyi chhede mujhe mausam manchala

mausam ye awesome bada

mausam ye awesome bada

mausam ye awesome bada, jadu chaa gaya

mausam ye awesome bada

mausam ye awesome bada

Explore this song