Roman script
mausam ye suhana hai mera dil bhi diwana hai mausam ye suhana hai mera dil bhi diwana hai aaj jane ki zid na karo aaj jane ki zid na karo haye dil ko mushkil manana hai dil ko mushkil manana hai mausam to bahana hai tumhe mujhko satana hai aji roko na jane bhi do mujhe roko na jane bhi do haye dil ka dushman zamana hai dil ka dushman zamana hai teri chahat ki khushbu hawao me hai teri ulfat ki rangat fizao me hai teri chahat ki khushbu hawao me hai teri ulfat ki rangat fizao me hai bin peeye ye kadam dagmagane lage kya nasha aaj teri nigaho me hai nigaho me hai aji roko na jane bhi do mujhe roko na jane bhi do haye dil ka dushman zamana hai dil ka dushman zamana hai mausam ye suhana hai mera dil bhi diwana hai sabse kah dengi phulo bhari vadiya chugli khayengi ye mehki tanhaiya sabse kah dengi phulo bhari vadiya chugli khayengi ye mehki tanhaiya baad muddat ke milne ka mauka mila phir dobara ye mauka milega kaha milega kaha aaj jane ki zid na karo aaj jane ki zid na karo haye dil ko mushkil manana hai dil ko mushkil manana hai mausam to bahana hai tumhe mujhko satana hai aji roko na jane bhi do mujhe roko na jane bhi do haye dil ka dushman zamana hai dil ko mushkil manana hai dil ka dushman zamana hai dil ko mushkil manana hai
Song details
- Singer: Asha Bhosle
- Singer: Suresh Wadkar
- Film / album: Ghar Ki Izzat (1994)
- Composer: Amar Utpal
- Lyricist: Anjaan
- Actor: Jeetendra
- Actor: Rishi Kapoor
- Actor: Juhi Chawla
- Actor: Anita Raaj
- Actor: Asha Parekh
- Actor: Kader Khan
- Actor: Shakti Kapoor
- Actor: Asrani
- Actor: Sonika Gill
- Actor: Gulshan Grover
- Actor: Bindu
- Actor: Birbal
- Actor: Chandra Shekhar
- Actor: Sulbha Deshpande
- Actor: Satyen Kappu
- Actor: Omprakash
- Actor: Satish Shah
- Actor: Shammi
Song video
singer: Asha Bhosle, Suresh Wadkar