Roman script

mausam pyara bheega bheega

mausam pyara bheega bheega

tan man me aag lagane laga

bahakane lage kadam ab to

ha bahakane lage kadam ab to

ek nasha sa chane laga ooo

mausam pyara bheega bheega

mausam pyara bheega bheega

tan man me aag lagane laga

bahakane lage kadam ab to

ha bahakane lage kadam ab to

ek nasha sa chane laga ooo

mausam pyara bheega bheega

tan man me aag lagane laga

saanso me ghol de saanso ki mastiya

na fasle rahe tere mere darmiya

bijli se darr ke mai

tumse lipat gayi

phir sharm aayi to khud me simat gayi

rim jhim pani dheere dheere

rim jhim pani dheere dheere

nas nas me shole jalane laga ooo

mausam pyara bheega bheega

tan man me aag lagane laga

bahakane lage kadam ab to

ha bahakane lage kadam ab to

ek nasha sa chane laga ooo

mausam pyara bheega bheega

tan man me aag lagane laga

kya pike aayi hai ghanghor ye ghata 

har bund me sajan

hai pyar ka nasha

teri nigah ki masti ko dilruba

pike baras gayi madhosh ye ghata

bairi sawan mitha mitha

bairi sawan mitha mitha

ang ang me dard jagane laga

ooo

mausam pyara bheega bheega

mausam pyara bheega bheega

tan man me aag lagane laga

bahakane lage kadam ab to

ha bahakane lage kadam ab to

ek nasha sa chane laga ooo

mausam pyara bheega bheega

mausam pyara bheega bheega

tan man me aag lagane laga

bahakane lage kadam ab to

ha bahakane lage kadam ab to

ek nasha sa chane laga ooo

mausam pyara bheega bheega

tan man me aag lagane laga

Explore this song