Roman script

mausam pyar ka rang badlta rahe 

yu hi chalta tere mere pyar ka karwa

mausam pyar ka rang badlta rahe 

yu hi chalta tere mere pyar ka karwa

thandi hawa matwali, bahe hamare sang ud ke

abhi kahi dekho na mud ke

thandi hawa matwali, bahe hamare sang ud ke

abhi kahi dekho na mud ke

pichhe ab kaha ye najae ye shama

mausam pyar ka rang badlta rahe 

yu hi chalta tere mere pyar ka karwa

kaha kaha se hoke tujh tak layi hai mujhko ye rahe 

chhod unga mai kaise ye bahe

kaha kaha se hoke tujh tak layi hai mujhko ye rahe 

chhod unga mai kaise ye bahe

are, ab to ai sanam tu jaha mai waha

mausam pyar ka rang badlta rahe 

yu hi chalta tere mere pyar ka karwa

kisi hasin safar me bite ye jindgani

do humsafar manjil anjani

kisi hasin safar me bite ye jindgani

do humsafar manjil anjani

ab aaye bahar, ya chale andhiya

mausam pyar ka rang badlta rahe 

yu hi chalta tere mere pyar ka karwa

pyar ka karwa

Explore this song