Roman script

mausam o mausam mausam suhane aa gaye

lo pyar ke zamane aa gaye lo mausam suhane aa gaye

lo pyar ke zamane aa gaye lo mausam pyar ke jamane aa gaye 

lo mausam gun gun bhawre kaliyo ka 

ghunghat uthane aa gaye mausam

tauba koi dekhe in zulfo ka bikharna to bhule jina marna

chup se in phulo ki galiyo se gujarana ye phul kahenge warna

gulshan me jane kaha se do diwane aa gaye

mausam suhane aa gaye lo pyar ke zamane aa gaye lo mausam 

aaha chede is rut ne sawan ke geet rasile chalke rang rup nashili

aaha kitne bhole the ye nain tere sharmili ye hoth tere rangile 

ab inko kitni batein kitne bahane aa gaye mausam suhane aa gaye

lo pyar ke zamane aa gaye lo mausam 

parwat se ucha sajna ye pyar hamara mite sansar ye sara

sagar se gahra sajni ye pyar hamara kitna hai dur kinara

tum majhi me ye nayya par lagane aa gaye

mausam suhane aa gaye lo pyar ke zamane aa gaye lo

mausam suhane aa gaye lo pyar ke zamane aa gaye lo mausam

Explore this song