Roman script

mausam ne badal se kya kaha

aankho ne kajal se kya kaha

mausam ne badal se kya kaha

aankho ne kajal se kya kaha

chupkar meri nazar se jao kahi bhi yaar

jitna chupoge mujhse utna badhega pyar

mausam ne badal se kya kaha

aankho ne kajal se kya kaha

wado ki wadiyo ne hamko hamse milaya

wado ki wadiyo ne hamko hamse milaya

najro ke najaro ne chahat ka gul khilaya

geeto ne sazo se kya kaha

nindo ne rago se kya kaha

chupkar meri nazar se jao kahi bhi yaar

jitna chupoge mujhse utna badhega pyar

mausam ne badal se kya kaha

aankho ne kajal se kya kaha

dharti ko chumti hai ambar ki bekarari

dharti ko chumti hai ambar ki bekarari

inki ada me ab hai shamil ada hamari

lahro ne sahil se kya kaha

raho ne manzil se kya kaha

mausam ne badal se kya kaha

aankho ne kajal se kya kaha

chupkar meri nazar se jao kahi bhi yaar

jitna chupoge mujhse utna badhega pyar

mausam ne badal se kya kaha

aankho ne kajal se kya kaha

Explore this song