Roman script

khushiyo ke rang sab bharke, mutthiyo band ab karke

pankho ko hawa deke hum ud jaye

khushiyo ke rang sab bharke, mutthiyo band ab karke

pankho ko hawa deke hum ud jaye

jhume naache ab kaisa hai darna

duniya ki baato se humko kya karna

mausam mastana rasta anjana

mausam mastana rasta anjana

jane kab kis mod pe ban jaye koyi afsana

aiyayya na na na na, na na na na, na na na na

hasna zara hum sikhe duniya ke saare gam bhule

andaz naye kitne dekhe humne yaha

koi roke ya toke ab aahe kya bharna

duniya ki baato se humko kya karna

mausam mastana rasta anjana

mausam mastana rasta anjana

jane kab kis mod pe ban jaye koyi afsana

aiyayya na na na na, na na na na, na na na na

jhume naache ab kaisa hai darna

duniya ki baato se humko kya karna

mausam mastana rasta anjana

mausam mastana rasta anjana

jane kab kis mod pe ban jaye koyi afsana

aiyayya na na na na, na na na na, na na na na

Explore this song