Roman script

mausam ke sargam ko sun kya ga raha hai sama

tu bhi ga tere sang gaye sara jahan

gaye ja, gaye ja, gaye ja

har sur pe dil yu dhadke

ke saanso me agan bhadke sun kar ye sada

aise aaj gaa khamoshi bol uthe

palke bhig jaye jal barse bina ghata

gaye ja, gaye ja, gaye ja

mausam ke sargam ko sun kya ga raha hai sama

mausam ke sargam ko sun kya ga raha hai sama

tu bhi ga tere sang gaye sara jahan

gaye ja, gaye ja, gaye ja

phir ek din le jayega

ghunghta teraa uthayega koyi rajkumar

phir ek din le jayega

ghunghta teraa uthayega koyi rajkumar

phir ye rup rang ban jayega chaman

hoga ang ang ek masti bhari bahar

gaye ja, gaye ja, gaye ja

mausam ke sargam ko sun kya ga raha hai sama

mausam ke sargam ko sun kya ga raha hai sama

tu bhi ga tere sang gaye sara jahan

gaye ja, gaye ja, gaye ja

Explore this song