Roman script

mausam javaa hain, sab kuchh yaha hain 
masti me jhum jhum le 
nazaro se chum chum le
rut meharba hain, tera dil kaha hain 
masti me jhum jhum le
nazaro se chum chum le 
mausam jawa hain
dil dil dil mera dil hain tera 
mil mil mil piya hamse jara 
dil dil dil mera dil hain tera 
mil mil mil piya hamse jara 
nakhre na kar, bhole bhale na ban 
meri tujhse ladi hain nazar 
mausam jawan hain, sab kuchh yaha hain 
masti me jhum jhum le 
nazaro se chum chum le 
mausam jawa hain 
sun sun sun tera dil na jale 
chun chun chun piya pyar ki kali 
sun sun sun tera dil na jale 
chun chun chun piya pyar ki kali 
milte hain kam tum bhinn ho sanam 
main hu ful aur tu sabnam 
rut meharba hain, tera dil kaha hain 
masti me jhum jhum le
nazaro se chum chum le 
mausam jawa hain
ruk ruk ruk piya jaye hain kaha 
jhuk jhuk jhuk gayi saheb nazar
ruk ruk ruk piya jaye hain kaha 
jhuk jhuk jhuk gayi saheb nazar
? pyare apana to ban 
yahi kahati hain dil ki lagan 
mausam javaa hain, sab kuchh yaha hain 
masti me jhum jhum le 
nazaro se chum chum le
rut meharba hain, tera dil kaha hain 
masti me jhum jhum le
nazaro se chum chum le 
mausam jawa hain

Song details

Song video

Watch on YouTube