Roman script

kaun dhire se chori chupke se 
tere khwabo mein aa samaye
dil ki betabiya ye kahti hai
jindagi mein koi aaya hai
mausam hasin ye pyara sama 
jispe hua hai ye dil
fida mujhse kahe ab kahi
tu na ja mere dil mein sama
mujhe apna bana ho mere 
dil mein sama ho mujhe apna bana
sharmati balkhati hai
aayi baharo ki rani 
are kaliyo ki rangat hai 
phulo ki jawani 
pyar chhupta nahi chhupane se
yaro mere sang milke do tali
wo koi hur ya pari hogi
haye jiski ada matwali hai 
mausam hasin ye pyara sama
jispe hua hai ye dil 
fida mujhse kahe ab kahi
tu na ja mere dil mein sama 
mujhe apna bana ho mere 
dil mein sama ho mujhe apna bana
raho pe meri palko ko bichhaye 
baithi hai kali ghataye
wo to meri hai dilruba
wo to meri hai dilruba
deewana karti hai
mujhko uski adaaye 
are dhadke hai is dil mein
har dam uski adaaye 
aur ab kuch hame btao
na ham bhi aashik 
ki najar rakhte hai ye hasin
rukh hai teri mahbuba

Song details

Song video

Watch on YouTube