Roman script

mausam hai rangin tamana hai jaawa

ye jawani ka sama fir aayega kaha

he mausam hai rangin tamana hai jaawa

ye jawani ka sama fir aayega kaha

he chhed na mujhe jawani ki kasam

mai hu aag meri jaan mai hu shola meri jaan

jari o diwani maine jo chhu liya

jal jayega tan tera tan se tan 

mile man se man mile to aaye maza pyar ka

he mai bhi hu hasi tu bhi hai jawa

ye jawani ka sama fir aayega kaha

he chhed na mujhe jawani ki kasam

mai hu aag meri jaan mai hu shola meri jaan

chor hasino se bachna zara

samjha karo zamana hai bura

chor hasino se bachna zara

samjha karo vicky zamana hai bura

he mausam hai rangin tamana hai jaawa

ye jawani ka sama fir aayega kaha

sun o bekhabar tujhe hai kya khabar

shmma bhadakti hai kyu jari o dil jali 

jalti aag me pani chidakti hai kyu 

he mai hu dilruba mai hu janeja

mere hotho pe laga hotho ke nisha

he chhed na mujhe jawani ki kasam

mai hu aag meri jaan mai hu shola meri jaan

chor hasino se bachna zara

samjha karo zamana hai bura

chor hasino se bachna zara

samjha karo vicky zamana hai bura

Explore this song