Roman script

mosam hai baharo ka haye phulo ko khilna

hai ho chal jaldi chal gadiye ni gadiye

jaldi chal gadiye, mainu yaar se milna hai 

ye mast hawa, oo ho 

ye mast hawa pi ka sandesha layi hai, o ki sandesha layi hai

is rut me juda hona o juda hona

is rut me juda hona rut ki ruswayi hai  

ud ja kawa keh de jake sajana nu chhad ke nokari

aaja vapas vatana nu ke adaiya soniya, ni soniya

chhad ke nokari aaj aaja vapas vatana nu 

vatana nu, vatana nu, vatana nu,  oo ho haye 

dekha nahi gori ka mukh ek mahine se 

ho dekha nahi gori ka mukh ek mahine se 

ho mar jana behtar hai, pardesh me jine se  

kyun dur ho kyun dur chale aaye

kyun dur chale aaye sawan ke jhulo se 

ho ye phul hai kanto se wo kante phulo se 

hoye bhangda pa le sathi o jhata aayi baishakhi

bhangada pa le sathi o jhata aayi baishakhi 

o nach le, o nach le, o hans le

o ga le, fur hoye hadipa, hadipa, hadipa, hadipa 

mosam hai baharo ka haye phulo ko khilna hai

ho chal, jaladi chal gadiye ni gadiye

jaladi chal gadiye, mainu yaar se milna hai 

oye manu yaar se milana hai, oye mainu yaar se milna hai

oye manu yaar se milana hai, oye mainu yaar se milna hai

Explore this song