Roman script

mausam awara hain, dilbar najara hain 
ye dil tumhara hain , ye kya ishara hain 
is bekrarai me, mushkil gujara hain 
oye hoye oye hoye o 
mausam awara hain, dilbar najara hain 
ye dil tumhara hain , ye kya ishara hain 
is bekrarai me, mushkil gujara hain 
ho ho ho o o 
chhoti hain badi ye mulakate ho 
lambi hain mohabbat ki raten 
ho rahne do na chhedo ye baate 
jaane do ye kuchh din kuchh raate 
ho ye jo jamana hain dushman hamara hain 
ye jo jamana hain dushman hamara hain 
la la la la la la 
mausam awara hain, dilbar najara hain 
ho ye dil tumhara hain , ye kya ishara hain 
is bekrarai me, mushkil gujara hain 
ho ho ho o o 
ji chahe kahi ham kho jaye 
diwane jara se ho jayen 
sapno ke shahar me kho jayen
kuchh bhi na jaage so jayen 
samjho jara kya matlab hamara hain
samjho jara kya matlab hamara hain 
la la la la la la 
mausam awara hain, dilbar najara hain 
ho ye dil tumhara hain , ye kya ishara hain 
is bekrarai me, mushkil gujara hain 
oye hoye oye hoye o 
thoda sa mujhe paas aane do la 
aankho me mujhe bas jane do 
sharma ke mujhe mar jane do 
bas tauba mujhe ghar jane do 
are aisi kya jaldi hain, ye dil pukara hain
aisi kya jaldi hain, ye dil pukara hain  
la la la la la la 
mausam awara hain, are dilbar najara hain 
ho ye dil tumhara hain , ye kya ishara hain 
is bekrarai me, mushkil gujara hain 
oye hoye oye hoye o 
mausam awara hain, dilbar najara hain 
ye dil tumhara hain , ye kya ishara hain 
is bekrarai me, mushkil gujara hain 
ho ho ho o o

Song details

singer: Asha Bhosle, Suresh Wadkar